O YAARA DIL LAGANA LYRICS

O YAARA DIL LAGANA LYRICS - Stebin Ben, Deeksha Toor Lyrics

Singer Stebin Ben, Deeksha Toor
Music Chirantan Bhatt, Nadeem - Shravan
Song Writer Manoj Yadav, Sameer Anjaan

Humko tumse sirf sirf itna kehna hai

Dekhe duniya tumse pyaar aise karna hai
Ban ke chaahat ek doosre mein behna hai
Yaara yaari jaise sath jeena marna hai

Ikraar karna mushqil hai
Inkaar karna mushqil hai
Mehbub se mohobbat ka
Izhar karna mushqil hai

Oh kitna mushqil hai dekho
Is duniya mein dil lagana
O yaara dil lagana
O yaara dil lagana

Kitna mushqil hai dekho
Is duniya mein dil lagana
O yaara dil lagana, o yaara

Dekha yeh dekha hai aksar
Aashiqui toh karti hai paagal
Saanson mein saans ban ke yeh
Kar deti hai dil ko ghayal

Neendein veendein yaara chain wain
Aur jaan waan leti hai uljhan
Bankar dil dost ishq ka
Ban jaata hai khud ka dushman





Comments